Hacking_Kya_Hai?

0





Hacking Kya Hai





Namaskar Dosto aaj ki post me hamlog seekhenge ki Hacking kya hai.👇Ye word hacking historical hisab se dekha jaye to inaccurate hai kyonki purane computer ke dino me jo bahut hi high level ki working karte the apne computer par aur internet par unhe hacker kaha jata tha . To is section me aap janenge meaning of ethical hacker ,Ye log jo hote hai wo kisi ke bhi system ko access karne ke liye kuchh na kuchh seekhte rehte the aur apne comptitor ko chalange karte rehte hai ,isi chalange karne ki wajha se unhe hacker kaha jane laga.Haalanki wo hacker log ye sirf fun aur enjoy ke liye karte the.Hacker ka asali kaam hota hai ki kisi information ko chura lena jo kisi dusre computer me dali ho bo bhi bilkul chalaki se koi jaan bhi na paye.Yhi hacking hai ek tarike se.Actual me hacking kya hoti hai isko hum kuchh points se samjh sakte hai jo neeche diye gaye hai lekin real me hacking aur cracking ka thoda milti julti working hai aap khud samajh sakte ho.
👇
1. Kisi ke system ko break karna ab bo chahe kisi bhi network se juda hua ho.
2. Kisi computer ke sabhi password bypaas karna (crack karna ).
3. Kisi bhi software ya program ka licences ko bypaas karna.
4 Kul milakar kahe ki kisi system ki sabhi security ko crack kar dena yahi hacking hai dosto.👇1. Kisi ke system ko break karna ab bo chahe kisi bhi network se juda hua ho.2. Kisi computer ke sabhi password bypaas karna (crack karna ).3. Kisi bhi software ya program ka licences ko bypaas karna.4 Kul milakar kahe ki kisi system ki sabhi security ko crack kar dena yahi hacking hai dosto.

Post a Comment

0Comments

Thanks For Response.

Post a Comment (0)
Trending News